Zindagi Dhoop Tum Ghana Saya Romantic Novel by Iffat Sehar Tahir Complete Pdf


Zindagi Dhoop Tum Ghana Saya Romantic Novel by Iffat Sehar Tahir Complete Pdf

Zindagi Dhoop Tum Ghana Saya

by Iffat Sehar Tahir is a social romantic urdu novel. 

It was published in Anchal Digest.
Iffat Sehar Tahir has a large number of fans who are desperately waiting for her novels.
She wrote many famous Urdu novels like Bin Mangi Dua, Khawab Sheeshay ka, Dhanak Kay Rang, Apna Ghar, Bas Ek Lamha, Zindagi Dhoop Tum Ghana  Lo Hum ney jeevan haar dia and many more.

Zindagi Dhoop Tum Ghana Saya is Love at first sight based romantic novel.

Iffat sehar tahir novels, Download free pdf, read online urdu books, iffat sehar tahir novels pdf download, online reading free, complete in pdf, Zindagi Dhoop Tum Ghana Saya by Iffat Sehar Tahir- Free Online Download in Pdf, iffat sehar tahir forced marriage novel, Romantic Novel Free Download, Read Online Zindagi Dhoop Tum Ghana Saya by Iffat Sehar Tahir- Free Online Download in Pdf, iffat sehar tahir novels online reading, And All Free urdu romantic novels, after marriage love story novel in urdu,novels in urdu, urdu romantic novels, free novel to read online and all urdu novels list, All Free Pdf Novels File is available.

________________________________________

Storyline Highlights 

• Love at first sight 
• Emergency Nikah Based Novel
• Loving and caring Hero
• Innocent Heroine

_________________________________________

Story Summary

Is novel mein 2 couples hain, jin ki story sath sath chlti hai. Dono stories bht pyari hain.
1st Couple 

Heroine Rosheen k father bht strict nature ke hote hain. Apni biwi aur bacho ke sath bht rude behave krte hein, jiski waja se ghr ka mahole akser kharab rehta hai.
Heroine bht masoom nature ki hoti hai, jbke heroine ki bhn bhai dono bap k jese hain, sirf apni krne wale.
Heroine ke father ko apni biwi bacho se badzan krne mai bht bara hath heroine ke dadyal ka hota hai, jis ki waja se heroine or heroine ke bhai behn apne dadyal ko bilkul pasnd nai krte.
Heroine ka bhai adil apni cousin naween se engaged hota hai jisko wo bilkul pasnd nai krta.
Jb heroine ke father nai mante tu wo tamkeen se shadi kr ke usko ghr lye aata hai jisper heroine ke father use ghar se nikal dete hein or apne sub rishte usse khatam krlete hein aur usse mile pr sub per ban laga dete hein. Lekin heroine ki bhn phr bhi apne bhai se milti rehti hai jbke heroine father ke dar se milne se avoid krti hai.
Hero Riyan heroine ki bhabi ka iklauta bhai hai. Hero heroine ki pehli mulaqat bht funny situation mai hoti hai.
Hero bht funny aur loving nature ka hota hai.
Hero heroine ak dosre ko pasnd krne lagte hein ke ak din heroine ke father uska rishta apne bhatije umar se krdete hein, jo bahr se pak aata hai, heroine ka fiance (czn) bht galat nature ka insan hota hai.
Hero ahista ahista heroine k father k dil mai jaga bnata hai, apni aslyet chupa kre.
Heroine ka fiance usko bht torture krta hai, Jb heroine uski bat nai manti tu wo heroine ko saza dene ke lye shadi ke din last time pr UK bhag jata hai.
Tab hero aage aata hai or heroine ki family ki izzat bachta hai. 
2nd Couple 

Heroine Rania bht Innocent hai, jiske parents ki death ho chuki hai or wo apne chacha ki family k sath rehti hai. Heroine ki chachi bht zalim or lalchi aurt hoti hai. Heroine ki chacha ke 3 bache hote hein ak beta or do betiya. Heroine ke Chacha ke bache bhi bht khudghrz nature ke hote hein. Heroine job bhi krti hai aur ghr ka kam bhi lekin phr bhi uski chachi uspe zulim krti hein. Heroine ki chacha ka beta jahel or ayash nature ka hai jo heroine pr buri nazer rakhta hai.
Hero Ahraz out of Country job krta hai.
Hero ki puri family bht lalchi aur khudghrz hoti hai. Hero ki family ko uske pasio se sirf mutlb hota hai.
Hero Ahraz ki waja se heroine ki job chli jati hai jiski waja se hero uski help krta hai. 
Hero ko heroine se pehli nazar ki mohabbat hojati hai.
Hero heroine se puch kre uske ghar rishta bhajta hai lekin heroine ki chachi inkar krti hai.
Hero phr rishta bhajta hai or is bar wo heroine ki lalchi chachi ko pasie deta tab wo heroine ki hero se shadi per manti hein.
after marriage story achi chalti hai. Hero bhtt loving or caring hota hai, heroine ka bht khayal rakhta hai, Lekin hero heroine ke darmiyan hero ka bhai villain ka kidar ada krta hai.
Iffat Sehar ka ye bht hi khubsurat novel hai.
Iffat Sehar jb bhi koi novel likhti hein sab characters ke sath insaaf krti hein.
Mujhe Personally Ahraz aur Rania ki love story bht pasand hai. Ahraz ka character zada acha hai, Bht loving or caring.
Heroine mai bhi mujhe Rania bht pasnd hai. Heroine ka character bilkul wesa hai jese reality mai ak aam larki ka hota.
_________________________________________

Download pdf or read online Zindagi Dhoop Tum Ghana Saya by Iffat Sehar Tahir free

You can read online or download Zindagi Dhoop Tum Ghana Saya by Iffat Sehar Tahir Romantic Novel Download Pdf Free with the link provided below with just one click. This is easiest and safest way to download and retrieve your file quickly. 


Direct Pdf 


Media Fire


Or 

Read Online

     

Hope you enjoy this read.

_____________________________________

These PDF format books are available on high quality servers for quick reading online and downloadable. You can freely choose between downloading or reading online at the same time. Our website warmly welcome your support for writers who have written these books, authors who own the books, publishers themselves – so that they may keep providing quality work made available to everyone.

Leave a Comment